04/04/2026
Ghaas aur Jhariyan: Agar qabar par faltu ghaas ya khaar-dar jhariyan ug ayen hon, toh unhen saaf kar dena chahiye taakay qabar ki nishani wazay rahay aur rastay main dushwari na ho.
Kachra na phelen: Wahan khaye piye nahi, aur agar koi wrapper ya plastic ki botal nazar aaye toh usay utha kar kachra-daan (dustbin) main dalen