14/10/2022
Mehfhly Milad Mustafa.(SAW). ...Jumah tul Mubarak ....
Aslamu alaikum ..
AJ Raat bad namaz isha my ny apny ghr mein Mehfly Milaad ka program rhka hai.jis mein naat Khan KY ilwa .Khasosi khtab . Hazrat Allma Mulana .. Qari Imtyaz Hussain Asad sahib awaam say kahtab farmye gy. Ap sub say guzarish hai ky Meflhy Paak mein ponch kr swaby darain hasil kry.
Address.
Madriyan Wala road street Masjid Amna wali Muhala TajPura Hafizabad.
Engineer Zahid Iqbal Bhatti
Engineer Mubeen Tahir Bhatti