14/07/2023
Guzri Hui zindagi ko,
Kabhi yaad na kar !
Taqdir Mai Jo likha hai,
Uski pariyad na kar !
Jo hoga !!!
Woh ho kar hi rahega ;
Tu kal ki fikar mai,
apne Aaj ki hasi 😀
Barbaad na kar !!
"Hanse"
Marte hue bhi gata hai,
Aur "more"
Nachte hue bhi rota hai !!
Ye zindagi ka fanda hai meri Jaan !!
Dukho wali raat, mai
Neend nehi ati ! Aur
Khusi wali raat,
Kon sota hai...🙃