07/04/2023
Gulmarg Parisar Indore nagar nigam dwara pmay k andarkat flat ka possession diya gaya h, jiska aaj dinank tak kaam complete nahi hua h, or nagar nigam k adhikariyo k dwara roz Naya aswashan diya jata h ki suvidhaye me sudhar hoga, lekin jiska aaj dinank tak koi sudhar nahi h. Nagar nigam adhikar
Yha pe maintenance ka kaam ko diya gaya h.
Jiske liye maintenance ka paise lene k baad baad nagar nigam se kabja patr diya ja rha h.
Kripaya karke news channel wale yha akar news ka coverage le or Indore nagar k karta ka pradershan kare.