24/10/2025
Namaste doston! 🙏
Main hoon Vikas, aur aaj ke vlog me main aapko dikhane wala hoon ek kirana dukaan ka daily life.
Subah se shaam tak kaam, grahak ke saath mazaak, aur naye maal ka stock — sab kuch real life me!
Agar aap bhi shop chalate hain ya daily business life dekhna pasand karte hain, to ye video aapke liye hai 😊