11/02/2026
Is mosira mein hum Alif Laam Meem aur Ain ke bare mein mukhtasar aur asaan alfaaz mein bayan kar rahe hain. Yeh huroof Qur’an-e-Pak ki kuch suraton ke shuru mein aate hain aur inhein Huroof-e-Muqatta’at kaha jata hai. Inka asal matlab Allah Ta’ala hi behtar jante hain. Is bayan ka maqsad ilm hasil karna aur Qur’an ko samajhne ki koshish karna hai. Video ko like, share aur follow zaroor karein.