15/10/2026
Ka Ho Bihari Babu, Chale Ke Ba Ghare?
Duniya chahe kitni bhi aage badh jaye, lekin Bihar ka yeh mahan parv Chhath hum sabhi ko apni mitti aur ghar se jod deta hai. Chahe koi duniya ke kisi bhi kone mein ho ya koi bhi kaam kar raha ho, par Chhath ke din sabhi apne ghar laut hi aate hain!
Jai Chhathi Maiya! 🙏✨
Aap sabhi ko Chhath Puja ki dher saari shubhkaamnayein. Aapka yeh tyohar kaisa beet raha hai, comments mein zaroor batayein