22/02/2026
“Ramzan: Rehmat Aur Maghfirat Ka Mahina”
Ramzan sirf bhook aur pyaas ka naam nahi,
yeh dil ko saaf karne, niyyat sudharne
aur Allah ke kareeb aane ka mahina hai.
Is Ramzan khud ko badalne ki koshish karein,
kyon ke pata nahi yeh mauka phir mile ya na mile.
✍️ Ghulam E Mustafa