24/12/2025
25 December – Quaid-e-Azam Day 🇵🇰
Aaj hum us azeem rehnuma ko yaad karte hain jinhon ne humein azadi ka tohfa diya. Quaid-e-Azam Muhammad Ali Jinnah ka vision, imaan aur himmat hamare liye roshni ka raasta hai.
Aao wada karein ke Unity, Faith & Discipline ko apni zindagi ka hissa banayenge aur Pakistan ko mazboot, taraqqi-yafta aur pur-aman mulk banayenge.
Quaid Day Mubarak! ✨🇵🇰
Facebook.com/gfssmartinvest